Paytm Business App ko Kaise Use Karen | Best Trick 2020

Hello Doston aaj mai aapko batane jaa raha hu PayTm Business ke bare me Kaise Kare Jo Ki Aaj Ke Time Me Karne Me Kafi Dikkat Hoti Hai Logo Ko, Dosto Ye Information Aapke Liye Kafi Madadgar Sabit Ho Sakti Hai |

Namaskar Dosto Mera Naam Hai Gaurav Aur Aap Aaye Hain “Tech Variation” Ke Blog Section Me Jaha Mai Aapko Daily Update Me Tech Se Related Matalab Ki Kisi Bhi Application Ke Baare Me Baariki Se Samjhata Hu.

Paytm Business Ya Paytm KYC App ko Kaise Use Karen

Hamare Post “Paytm Business App ko Kaise Use Karen” Ke Maadhyam Se Aap Har Chij Ko Baariki Se Samajh Sakte Hain Yaa Fir Niche Ek Video Diyaa Huaa Hai Jo Ki Hamaare YouTube Channel Ka Hai Jahaan Par Aap Puri Detail Ke Saath Dekh Sakte Hain Kisi Bhi Application Ke Baare Me !!

Aaj Ham Aapko Bataaange Ki Paytm Business Aap Aadhar Card ke Madad se Or Bina PAN card ke Kaise Kar Sakte Hain?

Paytm Money App डाउनलोड कैसे करें

To Dosto Mai Aapko Bataa Du Ki Bahut Hi Aasaan Tarike Se Aap Paytm Business App bina pan card ke or aadahar card ke madad se Kar Sakte Hain Aur Jaisaa Ki Ham Sab Jaante Hain Ki Pahle Paytm Business App aadhar card se nahi hoti thi Par Ab Wo Option waha Par Hai To Is Wajah Se Hum Psytm KYC Karne Me dikat nahi aayegi To Aaj Ham Aapko Batayenge Ki Kya-Kya Karna Hoga Aur Saare Procedure Ko Bhi Achchhe Tarike Se Samjhayenge।

Iske Baare Me Jaankaari Ke Liye Aapko Niche Diye Gaye Saare Instruction Ko Dhyaan Se Last Tak Padhnaa Hoga।

Paytm Wallet App को कैसे इनस्टॉल करें

Step.1:- PAYTM Business Ke Liye Sabse Pahle Aapko Apne Phone Me PayTm App Open Karna Hoga

Step.2:- Paytm Money App Khulne Ke Baad Aapko Upar Diye Gaye 3 Dot Pe Click Karna Hoga

Step.3:- Paytm Money App khulne ke bad uper me us 3 Dot Ke Open Hone Ke Baad Aapko Sabse Upar Ap Ka Naam Or Number Show Kar Rha Hoga Or Uske Bagal Me Aapko Ek Yellow color ka Icon Bhi Dikh Raha Hoga Jiska Matlab Yah Hai Ki Aapka Full KYC Nahin Hua Hai.

Step.4:- Paytm Money App me Aapko Uske Baad Uspar Click Karna Hoga Jahan Aapko Bahut Sare Option Milenge Or Wahi Niche Aapko Update Account Unlock Benefits Ka Option Dikhega.

Step.5:- Use Option Ko Click Karne Ke Bad Aapke Samne Screen Khulega Jis Per Aapko Dikhega Ki Aapne Mini Paytm KYC Complete Kiya Hai FIR Aap Dekhenge Ki Uske Niche 5-6 Options Honge Jisme 2 Options Par Pehle Hi Tick Laga Hoga Or Thik Uske Niche Upgrade Ka Options Hoga Jisper Aapko Click Karna Hoga

Step.6:- Upgrade Option Par Click Karne Ke Baad Wahaan Aapko Apna Do Options Milenge Pehla AADHAR VERIFICATION AT A NEARBY KYC POINT Or Dusra AADHAR VERIFICATION AT YOUR DOORSTEPS Jisme Aapko Dusre Wale Option Ko Select Karna Hoga.

Step.7:- AADHAR VERIFICATION AT YOUR DOORSTEPS Ko Select Karne KE Naad Ek Naya Screen Khulega Jahaa Aapse Aapka Address Details Maangega.Yaad Rahe Ki Aapko Apna Address Bahut Hi Savdhaani Se Likhna Hoga.

Step.8:- Address Details Bharne Ke Naad Aapko Proceed Ka Option Milega Jise Aapko Select Karna hHoga.Select Karte Hi Aapka Appointment Book Ho Jayega. Appointment Book Hone K Baad Aapko Apne Mutabik Date Or Time Select Karna Hoga Jis Bhi Waqt Free Ho.

Step.9:- Date Or Time Select Karne Ke Baad Aapke Samne Ek Nya Screen Khulega Jaahan Aapko Kuch Basic Details Apne PAN Card Ko Lekar Bharna Hoga. Agar Aapke Pas PAN Card Ni Hain Hain To Usme Aapko NO Option Ko Select Kar Kuch Basic Details Bharna Hoga Or Uske Niche Aapke Pas 5 Options Dikhenge Aapko Un Paancho Options Ko Select Kar Proceed Karna Hoga.

paytm business

Paytm Careers App से कैसे फायदे लें

Uske Baad Dosto Wo Message Paytm Business Waalo Ke Paas Chalaa Jaayegaa Phir Uske Baad 2 Din Ke Andar PayTm Ke Costumer Care Ke Log Me Se Koi Aapke Ghar Par Aakar Aapkaa Paytm KYC Kar Denge।

To Doston Yeh Bahut Hi Simple Step Hain Jise Follow Karne Ke Baad Aap Apne PayTm Business App ko Kar Sakte Ho Wo Bhi Ghar Par Baithe-Baithe wo bhi bilkul free.

अगर आपको हमारा यह ब्लॉग पसंद आए और आप चाहते हैं हमारे Blog पोस्ट से जुड़े रहना तो नीचे में आपको हमारी सोशल साइट्स के लिंक दिए हुए हैं आप चाहे तो हमें वहां पर भी Follow कर सकते हैं जहां मैं आपको Regular Updates देते रहता हूं हमारे YouTube Channel और Tech Variation Website से रिलेटेड जहां पर आपको नए-नए एप्लीकेशन के बारे में पता चलता रहेगा तो उम्मीद है दोस्तों आपको या Blog बहुत ही पसंद आया होगा

धन्यवाद !!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *